Sponsored posts
Categories: BidarKarnataka

Aaj aurton ne apne naqab ko parcham bana liya hai aur hukumat me isse ladne ki taqat nahi : Richa Singh (Allahbad)

SyedMazhar| BASAVAKALYAN: Karnataka ke zila Bidar ke taluqa Basavakalyan me Congress ki qayadat me CAA ke against me protest program organise kiya gaya jahan karnataka former cheif ministers Siddaramaiah samet muqtalif siyasi leaders maojood the.

Is jalse se kitab karte hue UP se taluq rahne wali activist richa Singh ne sarkar ke naye lagu kiye gaye act ki kadi muzammat ki aur Shaheen Bagh ki taraf ishara karte hue kaha ke aurton ne apne anchal ko parcham bana liya hai aur is se ladne ki taqat hukumat me nahi hai.

Saath hi richa Singh ne Saath hi trump ke aane wale bharath daure par Modi ke kiye qarche par nishana saadh te hue kaha ke mulk ke logon ke Paas khane ko niwala mayassar nahi hai aur videshi mehmaan ke liye Modi ji sone ki thaali saja rahe hain.

Richa Singh ke Bayan ki tayeed karte hue kayi ke Sheher Basavakalyan ke naujwaanon ne is par apni raye rakhte hua kaha “Richa Singh ki janib se rakhe gaye in nuqaat ko dekhte hue Baat ki jaye to maujooda hukumat ko sharm ke maare ab tak wo saare kaam rok dene chahiye the jo trump ke welcome ke liye kiye jarahe hain. Lekin Yeh sarkar besharmon ki, besharmon ke liye, besharamon ki taraf se hai”

Richa Singh ki puri taqreer yaha par dekhin jasakti hai..

AdminTalha

Recent Posts

Sahil Ali: Meet Youngest Storyteller of Kashmir Valley.

Kashmir: Story telling has been an important mode of transmitting knowledge from one person to…

4 weeks ago

1927 Nagpur Riots: Birth of Riot template & the Bloody legacy of engineered riots in India.

1927 Nagpur Riots: Birth of Riot template & the Bloody legacy of engineered riots in…

1 month ago

1260 Battle of Ain Jalut: The Victory that saved Islam and Started revival of Muslim Political Power in the World

In the 13th Century AD, the Tatars committed a great aggression against the Muslims on…

1 month ago

What should we do to be accepted as equals? A Muslim patriot asks pertinent questions on Azadi ka Amrit mahotsav

By Shaikh Tabinda || DeccanDigest It's been 75 years since we declared our independence! However,…

2 months ago

Bahmani Sultanate and the Rise of Deccan; How The Bahmanis brought International acclaim to Deccan

Gulbarga: The great medieval Indian kingdom, Bahmani Sultanate was the first-ever Independent Islamic Kingdom in…

2 months ago

#theGreatAurangzeb trends as the Netizens pour tribute to “Greatest Indian King” on his Coronation Day

Hyderabad | Talha Hussain Gulbargavi: On 13th June 1659, Muhiuddin Muhammad, The Mughal Prince-Viceroy of…

4 months ago